Re: Lo Aik Or SaaL BeeTne waLa hai...! | | hmmmmm...... waqaii waqt kitni taizi se par laga ke urr gaya dikhoo... abhi to yaad parta hai ke pichlay saal hi is naye saal 2005 ko khus'amdeed kaha tha... aur daikhte hi daikhte yeh saal bhi apne ikhtetaam ko puhanch gayaa.... waqt bhi bas par laga ke urr raha hai... 1.gif)
bohottttt acha likha Naz APPA 
Allah karey ke yeh anay wala saal tumharey liye aur sab ke liye bohot sari khushiyaan laye....ameen @};-
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |