Quote:
|
Originally Posted by |_PuRNaM_| Adaab! Eik hassas mouzo...Jis par aap ki garift kabeel-e-deed aur kabil-e-tehseen hai...Bohat acha le kar chali aap is khawaab ko..kaash ayse khawaab har insaan ki aankh mein baste houn...Ameen! Likhti rahiye aaj bohat arse baad kuch bohat acha parhne ko mila hai Wa'Salam |
Asslam-o-Alikum WR WB
Wah ! kitni umdagee sey aap ny tareef ki hy ...... Mashalah .. nice words use
FeaamnAllah