Quote:
|
Originally Posted by Irfan dekheen aghar govermnet law banati hay or os par amal karnay ko awam ko paband karte hay mukmal tor par to kuch time tak to shahid niyat na ho lghoon ke mukmal par waqat kay sath adjustment ho jani hay jaysay sudia main hota hay or aghar is nasal main niyat ka mukmal sahe hona na bhe ho to kam say kam aanay wali nasleen to start say he is ke aadi hoon ge na @|;- |
hmm hope for the best ..... laikin baat to jab hay kay jab kuch ho .. result to tab hi pata lag sakta hay ,, abhi to khaali hum sab apni ra'ay day saktay hain aur achay ki ummeed kar saktay hain khair ALLAh aap ki aur sab acha chahnay waloo'n ki zabaan mubaarak karay ....Fiamanillah