Quote:
|
Originally Posted by DESIRE KILLER hmmm aap ka kahna bhi sahi hay laikin meri apni sooch yehi hay kay amal chahay routine ban jaay laikin jab tak niat us main shamil nahi hogi woh amal bekar hay.
u can compel one to do certain thing but cant change its intentions. |
dekheen aghar govermnet law banati hay or os par amal karnay ko awam ko paband karte hay mukmal tor par to kuch time tak to shahid niyat na ho lghoon ke mukmal par waqat kay sath adjustment ho jani hay jaysay sudia main hota hay or aghar is nasal main niyat ka mukmal sahe hona na bhe ho to kam say kam aanay wali nasleen to start say he is ke aadi hoon ge na @|;-