Quote:
|
Originally Posted by Irfan main manta hoon kay fezamana sahe loghoon ko samnay lana aik mushkil tareen kaam hay par ap dekhen keya kabhi app nay aysa dekha hay kay koe protest howa ho is mutalbay par kay hukmat pabandi lagha day kay namaz kay time par Sub namaz parheen jaysay sudia main hota hay @};- main manta hoon kay yah kaam zabardasti sahe nahe par App dekheen kuch time shahid yah zaardati ho par baad main loghoon ke aik Roteen ban jana hay yah Amal @};- or hukmat-e-waqat ke yah zimaydare bhe hay @};- |
hmmm aap ka kahna bhi sahi hay laikin meri apni sooch yehi hay kay amal chahay routine ban jaay laikin jab tak niat us main shamil nahi hogi woh amal bekar hay.
u can compel one to do certain thing but cant change its intentions.