Quote:
|
Originally Posted by HIDDEN BEAUTY yej bikul sahi hai ke hum muslims apne deen seh door hai aur baki cheezoon mai ziyada towajo detey hai, namaz par lena ya kuch baten kar lena koi kitab par lena sab kuch nahi jab tak hamare dil mai woh jazba woh amal na ho. agar aap sahi Islam par chaley na pir muje ni lagta koi pareshani ho gi, ajkal logoon ne apna islam banaya hua hai, jo dil kiya usko jaiz kar detey hai aur jo nahi acha lagta usko na jaiz, lekin baat end par yahi hai har kisi ka apna amal sath jai ga toh kyun hum auroon ko follow kartey hai, yeh sab cheezen yahan hi rahen gi koi kuch nahi sath le kar jai ga toh hum ko apni akhrat ke liye sochna chaye. |
App ke baat par aik Bohut he Zaroree Wazahat kar doon main App nay kaha kay Sub kay Sath Apna Umal sath jaey ga yah word app nay kaheen heen
Aksar loghoon ko yah Gulat fehmi hote hay kay Namaz Parh le Naik Amal kar lay Zakat day de to Apna Farz pora ho gaya Aysa nahe hay Sorah Asar Parheen app or os ke Akhri line ko gor say parheen app jis main kaha gaya hay kay Haq ke Talqeen kartay heen Ab Haq keya hay ? Haq ke Detail main to bohut kuch aa jata hay na @};-