Quote:
|
Originally Posted by Madiha.
aik tau aap na main kia karoon aap ka aray baba mera matlab thaa k jo bhi mehsoos kerti hoon likhnay k liay lafz chahiyay hotay hain jab wo hi nahi hoon gay tau kia likhon... haan koi dil perh ley tau kia hi baat hay....
abhi lafz nahi miltay tau ye haal hay... ..Allah maafi Allah kisi say inna jhoot na bulwaey.../taubatauba kertay hoay.... |
lo mein bhi to wohi keh rahi hoon kai dil khud ba khud kehta hai to woh likh diya kar lafz khud ba khud ban jain gai fikar not
hai oye koi nahi ye jhoot pata hai kabhi kabhi mujhe wakai lafz nahi miltai kuch kehnai kai to kya karoon ab mein masoom si to hoon
aur ye tum nai jhoota kis ko bola hai oye
