Quote:
|
Originally Posted by *Jharna* .
Bhai, Islami nisab say aap ki kia murad hai?? her saal sirf aik book perh lenai say hamein Islam ki knowledge nahein ho sakti, hamein nahein hoi, kam az kam...sirf thori bohot sortein, or hadeesein, ya phir thoray bohot Islami waqyat per lanai say aap samajhtay hein ham Islam seekh gaey??
ham dusri taleem k leeay tu salha saal laga detay hein tab bhi wo taleem complete nahein hoti, or aap is k baat ker rahay hein...
Or sab say bari baat, jab tak ham os per amal na karein sara Ilm fazool hai...tu ham ktinai loog jo thora bohot hamein Ilm bhi hai os per chal rahay hein??
. |
Nissab say murad wo jo school main parhaya jata hay haan is main izafay ke zarorat hay is baat say main mutfiq hoon app ke
App nay baat ke umal @};-
keya app ko nahe laghta kay yah zimadare hukomat ke hay kay wo loghoon ko paband karay islami qanonn ki pabandi ke or wo is ke sub say bare zimaidar bhe hay keya app ko nahe laghta kay Hum aik awam kay tor par ayse Hukomat na La sakay jo kay humare aik mistake hay @};-