Quote:
|
Originally Posted by Madiha.
bohat acha likha hay Diya....khoobsoorat. ..@};-
kuch log aisay hotay hain jin ko sirf aap soch saktay hain...apni soch ko Alfazon ka roop dena mumkin nahi hota....kam az kam meray jaison k liay....awais bhai aisay hi hain....main nay jab bhi sochaa in pe kuch likhnay ka nahi likh payee....waisay bhi likhna aata hi kahan hay mujhay...(hehe)
bohat sahi likha hay aur bhai k size k mutabiq bhi....(hehe)
dua hay sada khush rahain aap dono aur ye rishta sada youn hi barqarar rahay...Aameen |
hai oye dil ki baat zubaan par agai madiha mein khubsurat tum nai kaisai jaan liya
khushi hui tumhein tehreer pasand ai aur gurya meri baat suno tum likhti acha ho bas koshish karo jo mehsoos karti hoo usai likho dekhna lafz khud ba khud ban jain gai
bauhat khush raho tum
