hania
mein nai awais ko un ki baaton sai us kai lehjai sai jana hai kab us ki awaz mein khushi ki khanak hoti hai kab woh bezaar hota hai kaun si cheeze usai dukh daiti hai kaisai pal mein khush hota hai haan ye sab hai awais...kuch laakh baar tootai kisi ko tootnai nahi daita meri khush kismati hai kai ye meri zindagi mein hai aur meri zindagi mein is ka kya makaam hai ye to is sai behtar koi nahi janta agar mein ye kahoon kai meri zindagi bazahir khud awais kai bina kuch adhori si hogi to ye ghalat nahi hoga...
is khuloos bhari tareef ka bauhat shukriya bacha
khush raho tum
