Quote:
|
Originally Posted by Shagufta Saleem hmmmmmmmmm
main nay suna tha k Awais bhai kaafi lambey hain .......tum nay un k qad k hisaab sey likha hai itna lambaaaaaaaaa
hmmmm kya kahoon k bohat mohabbat karne waley insaan hain.. be-gharz be-lous sey..... per aik baat in ki jis sey mujhe shadeed koft hoti hai wo hai in ka bila-waja udaas hona ........ shaid koi waja rahi ho mujhe ilm nahi per meri khwahish hai k ye khush rahain dill ki bhar por raza mandi k saath ameen sumameen aur Awais bhaiiiiiiiiiiiiiiiii iiiiiiii
zara Diya ko tu dekhain is nay aap ko badal kaha, samander ka , chand kaha aur na-jane kya kya kaha per INSAAN nahi kaha  ................ kitni buri baat hai na :angry6 |

aapi jaani kya kar rahi hain awais bhai kasmai mere peechai par jain gai
ameen sum ameen

haan awais bhai aisai hi hain meri bhi yehi dua hai kai ye hamesha khush rahain ameen sum ameen
tauba hai aapi jaani baaz ain kyon mujhe kut parwani hai aap nai aik to bhai jaani waisai hi gussai kai tez hain

magar aik baat kahoon i love u me ko bauhat khushi hui ye pyara sa reply dekh kar
khush rahiyai
1.gif)