Quote:
|
Originally Posted by **Jharna**
Ooooooh ye Bhai Abdul Basit hein....
Bohot piyara likha hai diya januoo..@};- @};- @};-
Bohot khush raheeay............. ....InshaAllah. |
hai Allah jharna ye tum nai kya bana diya ab itna bhi burha nahi woh
khushi hui tumhein tehreer pasand ai bacha
khush raho bauhat
