i would say aap ki approach achi hai keep it up
1.gif)
lekin us kai sath sath be a realist too aur ye baat aap ki bauhat hi achi hai kai aap apni nakamiyoon sai seekhnai ki koshish kartai hain dua karti hoon Khuda app ko kamyab karai ameen sum ameen
khush rahiyai
