Quote:
|
Originally Posted by Shokh Mela bacha, aaj say meray shamu bhai ki nokari paki, rooz suba dhano to sair karaya karo, nahlaya karo, bal banaya karo wagira wagira (horse)
Aur haan wo jo khat mahbooba ko likhay thay na wo meray pass jama kara do ma un ka achar dalo gi |
nokri mil gaee yahoo
lakin dhano mairay sath janay pa razi nahi

woh kahti hai ka main apni malikan ka hath sa he nahaoon ge baal banwaoon ge verna nahi
khat nahi daay sakta mairee image kahrab ho jaya ge
