chaliyai ab kuch sawaal ho jain
1. kehtai hain kai insaan wohi likhta hai yaani kai us ki likhai mein rang wohi wazai hotai hain jo woh mehsoos karta hai aur ye sab rang usai apnai tajurboon sai miltai hain yaan aap beeti sai kya aap kai sath bhi aisa hi hai ?
2. kis hadh tak mantai hain kai likhnai walai dil sai likhtai hain na kai dimagh sai ?
3. aap jab likhnai bethtai hain to kya aik khaas mood ho tab likhtai hain yaan kisi bhi waqt likhna asaan hai aap kai liyai ?
4. kya dard likhna zayada asaan hai yaan khushi ?
abhi tak to yehi yaad ai hain
so ab jawab dijiyai
