dil...kaun janai is mein kab kya sama jata hai is ki gehrai aaj tak koi nahi jaan saka haan shayad sahi hi hai kai ye samandar jaisa hota hai..bauhat kuch khud mein samo kar bhi yunhi lagta hai jaisai is ki pyas kabhi nahi mitti...aur haan har lehar ko sahil nahi milta lekin kya lehrain sahil ka khawab chorti hain nahi na yunhi ye dil bhi khawaishain nahi chorta...
khush rahiyai aur likhtai rahiyai bhai
1.gif)