Re: AnJaan........ | |
dil samandar jaisa hota hia shayad.... bhot kuch basta chala jata hai usmain... bin manga bhi aur shayad mangaa bhi... aur jab itna waseee o areez samandar hia to bila'shuba aisi moujein bhi to hongi jo kabhi bhi kinara nahi paa saktein....magar woh phir bhi samandar main to rehti hain.... ke wahi uska makeeen bhi hai aur makaaN bhi.. 1.gif)
apne bohot khobsoorat likha.... likhte raheye
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |