Quote:
|
Originally Posted by Bheegi-Palkain Asslam-o-Alikum WRW B
aap ko Goli marnay ki zaroorat nahi hy ... aap ki moth to bass itnay main ho jay gi ky kisi haseena ki nazar ka teer paray bass.............. Shaid ho jy gy
FeamanAllah |
Haseena ki nazer ke teer.......oi maan.....kya baat hai.....
arrr....aham....aham .......
Mera mutlab....yeh aap nain bohot hi romantic tareeke se...mujhe bud'dua to nahin dee... kaam ke na kaaj ke dushman ajaan ke walon ke aisi kurtootain hoti hain....
Are hum to woh chuttan hain...jis per un haseenaon ke teer beres ker toot jaain....maut khaak aaye gi...
Laiken haan...water pistol se agar koi haseena waar kere to yaqeenan maut waqe' ho sekti hai...no shuk...
Aur ooper....maine Waqaayi kaha tha
WAQAAyi!!!! nahin....yani main aap ki baat se muttafiq tha..no shuk..no shubha..
KHUSH............... .................... .................... .gr8
bye