Re: ____Maan ki Gaud_____ | | Kia kahoon janab, kia kamal tehreer hay aur kia naksha khaincha hay... mujhay to Aslam aur Shaani saab nazar anay lagay thay, jazbat say bahrpur tehreer (flower)
Aap Jashn-e-Azadi kay mustahik tehray aur aaj is moka par aap ki likhnay ki silhayatain bhi samnay ah gain (flower)
Mazeed likhtay rahiye ga (v)
-Shokh |