
07-31-2005, 12:40 AM
|
 | Member | | | Join Date: Nov 2004 Location: N!RVANA
Posts: 3,771
Country: Tutorials:
0 Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 514 | |
Re: Card | | Quote: |
Originally Posted by Bheegi-Palkain Asslam-o_Alikum wrw b
aaj bhi hasbay mamool main tayar hui ........ bahtreen sa poshak nikala , surkh rang main ! bhot haseen
jo lagti hu us ko , jaldi jaldi boua ko kha kar silwatay saaf karai aur ........... jab tak main ny foran apny
lambay balo ko samita...... us ko lamby balo per main janat ki hoort sey kum nahi laga kar ti thi , .......
abhi boua istreeh hi kar rhai thi to socha kuo na cahray kay khado khaal hi dursut kar liya jay , eye brows banai
........ kuo ky usy yahi gila tha kay main eye brows nahi bana ya kar ti , makeup kiya aur jhaat sey poshak ko
zair tan kya!
ainay kay samnay jab apna dedaar kiya to khud per hi bantha pyaar anay laga ..... ghari ankhin , khulay baal , laal
rang ka kaam daar jora aur hatho main us ki di hui choriya ........... aaj yahi umeed thi kay wo kha uthy ga kay chand
laal ghonghat phan kar zameen main utaar aya hy .
dil ki batain to dil hi jany ..... per aaj kuch ajeeb sa pyaar jaga hua tha .... pata nahi aaj us nay kuo mujhy usi jagha bulaya
tha jhaan hum pahly milay thay ....... amoman main late hi ho jaya kar ti thi ....... per aaj waqt ko hara diya aur us kay intazar
main usi jaghha bathi hi rahi......... kitni baar waiter nay pucha ......... per yahi kha kar tal diya abhi nahi ... bass aik glass pani.
waqt ka kanta tahmany ka naam hi nahi ly rha tha ..... khair Allah Allah kar kay meri zindagee ka malik ..... derwazay kay pat khulaty hui
dakhil hua .......... us kay adab main na chatay hui bhi khari ho gai .... socha tha kay shikwa karu ........ takay wo pyaar bhari bato say many
mujhy......... mery nakhary uthay ......... aur phir main usay ya kha kar maaf kar du ..... kay apny honto ki narmi ko mery honto per musalat
kar do! ................. per moka hi nahi mila.
us nay apni jaib mai haath dala aur aik band lifhafha nikala ........ aur tabel per rakhaty hui sirf itna kha........
ky ya meri shadi ka card hy ............
FeamanAllah |
Acha likha hay Yazi (clap1) Par end (rip2) |