View Single Post
  #3  
Old 06-25-2005, 06:10 PM
Poison Girl's Avatar
Poison Girl
Guest
 
Posts: n/a

Tutorials:

Default Re: ~* KiuN ChaHtay ho MujhkO?!? *~

Quote:
Originally Posted by Shokh

''jo tumhari aankhon main janam leti hia .. tumhari aankh se behti hai .. aur tumharay labb tak aa ker damm tor jati hia ..''

Bohat achi kavish /rose

Hmmm :-b mohabat may insaan aksar khud-kalami karta hay... pagalpan hi to hay... Mohabat

Likhti rahiye /yhug

-Shokh
yehi toh ek aisi baat hai jiss ki wajah say meine itna kuch likh daala aur dekhnay wali nazar nay ussay pehchaan liya mujhe bohot acha laga, sirf ek yeh hi baat likhni hi aur itna kuch likh daala
abhi bas aisay laga keh sahi say likh nahin saki lekin ek dafa aur try karoon ghi zara aur rang mein

aapka bohot shukrya keh aap ne parha aur saraha

/yhug