Yeha kahaani dar'haqeeqat aik net kahaani na lagay.. magar iss kahaanee say hee baki ke tamaam kahaniyaan shuroo hoeen.. mairay liyeah mairee net life ke ibtada yeahi thi.. aap ko waqat millay aur dil manay tu aap bhi apnee net kahaniyaan yahaan pay hum sab say zaroor share kijiyeah ga.. intazaar rahay ga
1.gif)