Quote:
|
Originally Posted by Diya basit
bauhat hi acha likha hai..zindagi kai safar mein kai loog miltai hain magar sab sath nahi chaltai kai loog bichar jatai hain lekin dil unhain bhool nahi pata bas aik ajeeb hi safar hai ye
khush raho aur likhtai raho /rose |
/aoa Diya
Haan kuch ajeeb hee safar hai yeah.. aur kabhi kabhi ajeeb tar hoo jata hai.. magar hai tu safar he... magar ta'jub tab hoota hai jab issi safar ko inheen rahoon ko.. inhee badaltee rahoon ko manzil samajh liya jaata hai.. dil o jaan, dastaar o qaba koo baich diya jaata hai.. khareed liya jaata hai.. bay'mool kar diya jaata hai..
Bohat Khush Rahoo