Re: Muhabbat Ka Jazba | | jee bilkul itaffaq hay humain aap ki baat sey k mohabbat bina insaan na hota... sab mohabbat ka pailaao hay janab bas mehsoos karne ki baat hay
aap nay bohat aacha likha hay bohat daad qobool kejeye
khush raheye aur aise hi likhte raheye
__________________ hai zindagi sey nibah mumkin!!!!
Main zindagi sey nibha rahi hoon
Hai us nay pocha udaas ho tum!
main tunziya muskura rahi hoon Shagufta Basit |