AS'salam O Alaikum.... hmm sab k khotoot parhey bohat aacha likha hay sab nay...
kuch khotoot main tu intaha ka karb hay k anso chalak parey ...kyu ...kya kaha ja sakta hay ...bohat acha likha aap sab nay k dill ko cho liya .... is sey zayada kiya acha ho ga k haqeeqat ka gumaan sa ho tehreer pe.....
aap tamam ki shirkat ka behud shukriya
juld hi voting k baad nataij ka ailaan ho ga jab tak sabar farmeye
khush raheye bohat