Re: Kis Sey Munsafi Chahein???? | | Aap sahibaan key sarahney ka shukriyah. Magar insaaf to aaj bhi unhi ka hai jo insaan ki dhajiyaan bekhairna jaantey hain. Latest khabar hai keh ab Mukhtaar Maee key khilaf toheen-e-adalat ka muqadama darj hona ko hai keh usne adalat-e-aaliyah key faisley ki shaan mein gustaakh fiqrey kahey hain! Insaaf mangna ghareeb ki maut hai.
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |