Re: Muhabbat Ka Jazba | | jeeee bilkul saheeee , aap ne kabhi kisi janwar ya parinde ko dekha hai , k kis trarh wo apni jaan jokhhoo main daal kar b apnay masoon bachon ki hifazat kartay hain , zara sochain in bezuban janwaron ko kiya hasil hota hai in se ....ktni muhabat kartay hain wo apnay un bachon se jin se unhain kuch b nahi milta , insaaan to phir b insaaan hai muhabat k bighar nahi rah sakta hai ....ye baat ghalat hai k log muhabat se itefaq nahi haoti , but shayad muhabat ko kabhi sanjidgee se samjha hi na hoga ...............
any wayz......
bohat bohat zabar10 tahreeer hai, dil ki gahraion tak puhach gai ..
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |