Quote:
|
Originally Posted by pakistani_mani .
Exactly ..............
haan mai samjhta hoon kay Media say acha koi dosra tareeka nahi Nujawan nasaal ko Rah-e-raast par lanay ka ....... kiyoon kay ajj kal nojawan ziyada taar is kay he shaydaai hain ....... /ooho |
Media wo he Dikhata hay Jo public dekhti hay App Islahi proggrame dekhna Start karo Media wo he dikhana Start kar dayge but App Start to karo @};-