View Single Post
  #35  
Old 03-01-2005, 10:21 PM
pakistani_mani's Avatar
pakistani_mani pakistani_mani is offline
No Tim3 For Lov3
 
Join Date: Feb 2005
Location: :<>:In Ur HeArT:<>:
Age: 25
Posts: 1,112

Country:

Tutorials: 0

Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 487
pakistani_mani is a glorious beacon of lightpakistani_mani is a glorious beacon of lightpakistani_mani is a glorious beacon of lightpakistani_mani is a glorious beacon of lightpakistani_mani is a glorious beacon of lightpakistani_mani is a glorious beacon of lightpakistani_mani is a glorious beacon of lightpakistani_mani is a glorious beacon of lightpakistani_mani is a glorious beacon of lightpakistani_mani is a glorious beacon of lightpakistani_mani is a glorious beacon of light
Default Re: Mozu_ Behes.... kiya humari nojawan nasal be-adab ho gai hay?

Quote:
Originally Posted by Shagufta Saleem
is mamley main nai nasal kum hi zimedaar hay.... maan baap ki ustaadoo ki ghalati kaafi hay.....is bigaar main tarbiyat ki kami k saath saath moashrati tabdiliyoon ka bhi bohat hissa hay
As We Are Talking here About Youngsters not about children
Not Agreed


app yeh kaysay kah sakti hain kay is mai waldain ki ghalti hai ya ustadoon ki ghalti hai ............... aysay shyaad he is duniya mai koi maa baap hoon jo apnay bachoon ki achi tarbiyaat nahi kartay maa baap kam say kam itni tarbiyaat to apnay bachoon ki kartay he hain kay woh kisi say tameez say baat karain ...... secondly "Ustadoon ki ghalti" Ustaad ka darjaah Maa Baap kay baraber hota hai sab ko pata hai , jab hum class room mai beethay howay hotay hain to hum lecture say ziyada apni batoon mai magan hotay hain , agar teacher Sakht hota hai to majbooran soon laytay hain laykin after period bahar nikal kar teacher ki borai start kar daytay hain ... kay teacher aysa hai waysa hai .... koi teacher naseehat karta hai to kahtay hain " abay yaar yeh bilah wajha deemgh chabta hai jab deekho pakardh kar naseehatain karna start kar dayta hai" etc etc .... teachers say app ka wasta 8 ghantay rahta hai ......... baki time ghar par ....... jab app apnay maa baap ki nahi soontay to app kisi dosray ki kya sonain gay .... Third Mashra ........... chalain maan laytay hain kay ek larka hai bora hai us ki tarbiyaat sahi nahi hoi wagira wagira app apnay waldain ka bouhat kahna mantay hain un kay farmaan bardaar hain ........ kuch dinoon baad app bouhat bigaarh jatay hain ghar late ana mamool ban jata hai , Nukaroon par beethna app par farz hojata hai ....... ab is case koi un kay waldain par ungli nahi utha sakta kiyoon unhoonay to sahi parwarish ki us ki agar woh bigrah to apni wajha say app us ghalat larkay kay saath beethay to us ko sahi rastay par lanay kay bajaye khud beegardh gaye ........ app bhe mashray ka hissa hotay hain agar mashra sudhaar nahi saktay to us mai zam na hoon ... madrsoon mai loogon ko pardhtay howay deekha ho ga ..... kya sirf un ka kaam pardhna he hai ......... un ka dil nahi hai woh is mashray ka hissa nahi hain ....... un ka dil nahi chahta kay woh TV deekhain ...... Cricket khaylain ect etc bilkul chahta ho ga but un mai ek cheez hoti hai Will power soochnay samjhnay ki selahiyaat aur hum loogon ki tarhaan nahi kay baat baat par bharak jayeen....... jab woh yeh sab kar saktay hain to hum kiyoon nahi



idher bouht say loogon nay kaha hai kay jee Ajj kal ki nai nasal mai ghussa bouhat hai Frusturation bouhat hai............. kiyoon hai bhai ........ yeh sab bhe hamari apni he ghaltiyoon ki wajha say hai ...... ajj kal kay nojawanoon mai kis baat ki Frusturation hai 100% mai say 75% Pyaar pyaar kay chakar mai pardhay howay hain .. yaar bachi time nahi day rahi ....... us nay mujh ko dhooka day diya etc etc app ek larki kay liye itna pagal ho rahay hoo aur is ko sahi samjh rahay hoo app kay pass 10 min nahi kay app namaz pardh loo pyaar kay chakar mai 10 , 12 ghantay barbaad kar lo gay laykin achay kaam kay liye time nahi kiyoon nahi kiyoon kay hum chahtay he nahi Achi cheez ko time dayna agar koi kah day kay bhai app nay namaz pardii to shoro ho jatay hain kay tum koun hotay ho hum ko samjhnay walay wagira wagira hum ko bhe pata hai kya cheez sahi hai kya cheez ghalat hai .................... .................... .................... .. kuch ziyada he lumba ho gaya /laugh2
__________________
-=Ya Ali (a.s) Madad=-
Reply With Quote