Re: Mozu_ Behes.... kiya humari nojawan nasal be-adab ho gai hay? | | Aslamalikum
very true k hum nujuwan kafi had tak apnay track sey hat chukay hain....but is k bohatt sey reasons hain....aur bohat sey logon ki ghaltian bhi but sab sey main baat MAZHABB hi hai....
jahan tak mujhey lagta hai k hum log ander sey itnay frustrate ho chukay hian k har ghalat kaam ker k hum shayad khud ko sakon pohnchatay hain.......hum actually deen aur duniya mai phans ker rah gaye hain...kuch families asi hoiti hain jo MODERNISM ko prefer kertay hian but yey bhol jatay hain k is tarah woh apna hi naam kharab karain gay...well Allah behter janay
but jahan tak namaz ki baat hai mujhey is baat ka bohatt dukh hota hai k ...aik kaam hota hai jo farz nahi...but namaz to FARZ hai to kaisay koi usey chor sakta hai....namaz chorney ki to koi maafi bhi nahi .....qabar mai bhi namaz ka pocha jaye ga....to phir kaisay maa baap shoro sey hi taleem nahi detay namaz ki.....aur kuch logon ney kaha k hamain khud pata hona chahiye k abb hum bachay nahi rahay very true but jo aadatain shoro sey pari hoon woh inti jaldi thori chori jati hain.....
aur be-aidab to hum shayad sab hi hain kisi had tak .. /aw2 coz hum mai gusa hai aur gusa bhi frustration ki waja sey hi ata hai jab hamain hud nahi pata hota k hum ney kerna kya hai.. :S
neways kafi debate wala topic choose kiya...but a nice topic
take care |