Quote:
|
Originally Posted by pakistani_mani Well Said Big B
laykin app yeh nahi kah saktay kay nojawan nasal kay bay-adab ya kharab honay ki wajha Media hai ........... jaysay kay word "Nojwan" say zahir hai kay hum idher kisi bachay ki baat nahi kar rahay nojwan hain it's mean kay hum ko pata hai kay kya cheez hamaray liye achi hai aur kya cheez bori hai ... jahan tak rahi baat media ki ... to har cheez kay postive aur negative use hota hai ... ab yeh hum par depend karta hai kay hum woh cheez kis tarhaan say use karain Ayya ya to negativly or positivly ..... agar mai cigarette peeta hoon ya koi dosra bora kaam karta hoon to mujh ko yeh haq bilkul nahi kay mai kisi dosray ki taraaf ungli uthaoon kay mujh ko yeh addat tumhari wajha say laggi hai , agar mai itna he acha hota to shyaad mai yeh kabhe nahi karta ... is ko kahtay hain Apnay he paoon par kulhari marna .... Hamara BAY ADAAB hona hamari he ghalti hai koi is ko nahi sudhaar sakta jab tak hum khud na chahin gay ....... |
nujawani may Insaan kuchi umar may hota hay or os waqat Zehan bhe kucha hota hay jo Har chamkti Chez ke Tarf jata hay or yeh Aik Haqiqat hay kay Har Burai may Aik Kashish hote hay or Nujawan os ke Janib Barhtay heen Kise bhe Net Cafe may dekho Nujawan nasal he Nazar aaey ge Chat room may
Raat dear tak TV par cabel dekhnay may bhee Zeyada tar Nujawan nasal he nazar aaey ge
or may is ka Zimadar mukmal tor par Walidain ko bhe nhe dayta hoon @};-