Quote:
|
Originally Posted by pakistani_mani Well Said Big B laykin app yeh nahi kah saktay kay nojawan nasal kay bay-adab ya kharab honay ki wajha Media hai ........... jaysay kay word "Nojwan" say zahir hai kay hum idher kisi bachay ki baat nahi kar rahay nojwan hain it's mean kay hum ko pata hai kay kya cheez hamaray liye achi hai aur kya cheez bori hai ... jahan tak rahi baat media ki ... to har cheez kay postive aur negative use hota hai ... ab yeh hum par depend karta hai kay hum woh cheez kis tarhaan say use karain Ayya ya to negativly or positivly ..... agar mai cigarette peeta hoon ya koi dosra bora kaam karta hoon to mujh ko yeh haq bilkul nahi kay mai kisi dosray ki taraaf ungli uthaoon kay mujh ko yeh addat tumhari wajha say laggi hai , agar mai itna he acha hota to shyaad mai yeh kabhe nahi karta ... is ko kahtay hain Apnay he paoon par kulhari marna .... Hamara BAY ADAAB hona hamari he ghalti hai koi is ko nahi sudhaar sakta jab tak hum khud na chahin gay ....... |
wayse aap ki baat b pani jaga bilkul theek hai laykin ager aik Bachay ko tv k age betha diya jaye our remote hath main day diya jaye our jab wo NOUJWAN ho jaye ap ka kya khiyal hai wo koi aysa waysa channel lagane se pehle sochay ga nahi yaar ab main bara ho gaya hoon mujhay sochna chhaye yeh ghalat hai???