behad khoobsurat....alffaa z nahi mil rahay kaisay bataoon kay bahut hi khoobsurat likha hai aapnay :
Ussi ka to hai .... Dharkaneen kab say khamosh hain phir bhe dil ka zinda rehna .... Zindagi ka bas unhi chaltayyyyyyyy jana.... Sab Ussi say to hai .... haaan mein bhe tanha nahien .... Wo hai meray saath ..... Ab bhi meray saath .... Har Pal ... Har simt .... Har ghardi .... SHUKRIYA AJNABI !!!
__________________
mind blowing ! its really mind blowing...bahut hi pyaray tareekay say apnay lafzon ka istamaal kiya hai aur woh sab sentences jis flow main ja rahay hain wah! bahut hii khoob aur nazam ka title wonderful SHUKRIYA AJNABEE @};-
