Quote:
|
Originally Posted by ta.Masood Haya Ji
Allah karey woh "jald" jald sey pehley aaey kyun keh achhey insano ki zaroorat har jah hoti hai aur jab aik achhey insaan mein aik achha qalam-kaar bhi madgham ho jaey phir to yeh parhney walon key liye kisi tohfey sey kam nahin. Hum sab aap key HG par ba-qaeedgi sey aaney key muntazir rahein gey
Allah Tala aap ko dheron khushiyan ata farmaein. @};-
Masood |
Assalam.o.alekum @};-
aap ki duaein or itna pur khuloos reply parh k bohat khushi hui. insha Allah bas jald hi aa jaun gi yahan aap sab k darmiyaan or aap sab ko read bhi karun gi or replies bhi dun gi or kuch likhun gi bhi yani k halla gulla machaun gi.
Allah hafiz
Haya @};-