Re: Topic Of The Week... Pehli Mohabbat Yaad Hamesha Rehti Hay | | asalam o alaikum!
muhabbat..muhabbat to ik piyara sa jazba hai....kisi k jazbaat, ehsaasaaat aur khayaalaat ko samajhne ka name muhabat hai... aur mere mutabiq pehla piyaar ager chhoti c ya nasamjhi ki umer main ho jaay to wo sirf aur sirf ik nadaani hoti hai jo waqt k saaath saath khatam ho jaaati hai.....muhabbat ko mehsoooos kiya jaata hai.
aaj kal k zamanay main sachi muhabbat kuch b nahi hai hai....aur raha sawaal pehli muhabbat ka to us ki chand yaaden reh jati hain..bas aur ager wo success full love rahaa to hamesha ik suhaana safar hai!
ager meri koi baat buri lagi to sorry..plzz don mind mujhe kisi ko hurt karne ka koi irada nahi tha..take care n alwayz b happy |