Topic to itna acha hai k dil ko touch kerta hai...bas sochna parey ga bhut muslkil hai
Quote:
|
Originally Posted by Shagufta Saleem Faryal aap ka kehna baja... per awal tu main nay mehez aik Misra diya hay k aya aap is sey agree karte hain ya nahi aur dosrey mohabbat tu zaat ka maan howa karti hay usey kiya chupana
bahar haal aap is misrey ki babat mohabbat ki babat kuch likheye humain intazar rahey ga @};- |