Quote:
|
Originally Posted by Faryal Ju cheese hum apney se bhi chupatey hain,wo kaisey zaban per layen? 1.gif) |
Faryal aap ka kehna baja... per awal tu main nay mehez aik Misra diya hay k aya aap is sey agree karte hain ya nahi aur dosrey mohabbat tu zaat ka maan howa karti hay usey kiya chupana
bahar haal aap is misrey ki babat mohabbat ki babat kuch likheye humain intazar rahey ga @};-