Quote:
|
Originally Posted by shanzay shah AOA @};- AMBREEN @};-
Hamesha ki terha lajawab likha hai leykin bohat udaas kar diya hai AMBREEN (Jane wale bi kabi rukey hain ambreen? jinney jana ho phir koi pukaar un ke kadmoo main zanjeer nahi daal sakti)
@};- HAMESHA KHUSH RAHO APP @};- |
wasalam shanzay behna.....
umdah baat kahi kay janay walon ko koi pukar janay say rok nahin sakti ....tou kion na janay diya jay ......ounhain apni zindagi aur mouhabat jeenay diya jay.......aur humara itna hi tou noqsan ho ga......kuch zindagi udas ho jain gay....
1.gif)
magar aap udas na hoon ....hansti muskurati rahain ......itni mouhabat aur duaon ka shukria.......

khush rahain....../rose