isai aap kismat ka naam dain yaan takdeer ka lekin ye sirf Khuda hi janta hai kai kis ki takdeer mein kya likha gaya...kai baar yehi sawal zehan mein goonchta hai kai baar zindagi sehal hotai hotai sahi chaltai chaltai aik aisa jhatka daiti hai kai kuch samajh nahi ata haan itna hai kai hum soch saktai hain khawab dekh saktai hain un ki tabeer ki dua maang saktai hain lekin ye bhi sach hai kai hota wohi hai ko takdeer yaan kismat mein likha hota hai....kismat hum khud apni bananai ki koshish to kar saktai hain lekin is ka hona na hona sirf US kai hath mein hai...aur takdeer sai aap larr nahi saktai....
khush rahiyai
1.gif)