hum.......pahli sans say akhri tak mukhtalif dukh sehtay hain.....har koi apnay andaz main inhain laita hai.........mairi nazar main humain khushian woh nahin sikha paatin jo dukh sikha jatay hain......yaqeenan dukh sehnay say hi hum jan saktay hain kay agar hum kisi yahi dukh dain tou woh kis kurb main ho ga.......
hum main say har insan apnay kahay har lafz ka jawabdah hai.........so wadah tou na nibhana gunnah hai hi .....magar apnay kahay lafzon par poura na outarna (qoul o fael ka tazad keh lain) b kisi kay dukh ka baa'is ho sakta hai........
haan humain apnay lafzon aur wadon ko soch samhj kar ada karna chaiyay...
thanx for sharing ur nice thinking.....
khush rahain/rose