Re: Chan sey,,,,,,,,, | | acha likha hai .... khawab to hotay he tootnay kay liay hain ... khawabon ke dunia main rahnay walay haqeeqat ka samna karnay say yeah to dartay hain ... yeah jaan bhooj kar katra jatay hain .... aysay main haqeeqat jub apnay puray zoor say afshaan hotii hai to sub kuch bikhar jata hai .... toot jata hai ..... pata nahi ku phir bhi insaan khawabon ke dunia main rahna chahta hai yeah jantay howay bhi kay yeah haqeeqat ka roop kabhi nahi lay saktay .... inn k muqadar sirf tootna hai .... jo haqeeqat ko jaan kar bhi moun phair lain unn ko kia kaha jai ... kia sath diya jai ... jub wo khudi apnay par zulm kar rahay hon .... khudi ko bina kissi waja kay saza day rahay hon.... sath dainay walay bohat kum hotay hain ... aur shaid aap ko milay bhi hon .... magar aap pehchan he na sakay hon /rose
khush rahiya /rose
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |