Chan sey,,,,,,,,, | | Apnaa samjhoon kissey apnaa kahoon kissey,,,,,,,,chahta a hey dill key koi her lamhaa saath rahey khayaal rakhey mera khusboo ban key tahleel hoo jaeyey rag o pey mein,,,,,per ajeeb dunyaa hey hoslaa subhii deytey heyn per chaltaa saath koi bhee naheyn rah sub hii dikhaatey heyn per,,,,,,,,hmmm ajeeb aadat hoo gaeyey hey ab too likhta hoon lamhaa bhar koo shaant hoo jaata hoon sountaa hoon sub kii sarshaar hoo jaata hoon muhabbatoon bharrey lahjey mein koi samjhata hey too dil o jaan sey ussi kaa hoo jaata hoon per jub,,,,,,,,,naheyn kahoon gaa kuch bhee,,,,,,,,adhoora hoon adhoorii baateyn hii karta rahtaa hoon mukamal too kuch bhee naheyn hey naa naa hii kabhii koi hoo saktaa hey ,,,,,,ussey lafzoon mein nazmoon mein tarashtaa rahtaa hoon,,,,,,,,hawaoon mein,fizaoon mein ,phooloon mein ,khushboon mein,rangoon mein mousmoon mein gharz qudrat key her shahkaar mein talashtaa rahtaa hoon per,,,,,,jaaneyn keysey merey hii khwaab reeza reeza kiyoon hoo jaatey heyn chan sey toot jaatey heyn@};-
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |