Quote:
|
Originally Posted by Madiha.
oh acha moto k liay likha hay....bohat piyara likha hay... ..aisi hi hay ye...but aajkal mu'n phulaey phulaey phirti hay..bongi.../hammer ....bohat bari bari batain kernay lagi hay.../wink2 ...dadi amma jayee....
dua hay hamesha khush rahay...Aameen.../dua
aur aap ko kia dua doon.../thinking ...
aap ki tamam duayain qabool hoon Allah karay...Ameen...@};- |
ahoo aik woh nahi tum sab ko aaj kal ye beemari hui hui hai /hammer soch rahi ho sab ka aik hi sath ilaaj kardoon mein /fire
woh dadi amma hai na to tum nani amma sai kam nahi ho samjhi /wink4 aik sair dosri sawa sair
Khuda tum donon ko khush rakhai ameen sum ameen /dua