ab iss bayrukhi ko khatam hona chahiyeh iss say pehlay keh chand ko girhan lag jaaey .. iss say pehlay uss raastay main kharay rehnay say himmat jawaab daey jaao aur main gir paroon ....
achi tehreer likhi hai fifa bacha
lekin chanda woh agar berukhi dekha raha hai to us ko raushni ka rasta to tum bhi dai sakti ho...kahin na kahin koi aisa darwaza hoga dhoondo /hug1
khush raho /hug1