Re: Topic Of The Week......"KHWAAB" | |
Khwab..........
wo unkahi batain kabhi jo poori ho jain
ksi sapnay mai hum gum hon kahin soochon mai kho jain
din k ujalay mai zahn k parday mai ghut kar
wo sab sapnay dabay paon dil mai samo jain
unhi ke ik jhalat ko diakhnay k wastay hum sab
andhairi raat mai ja k un se mil aain
chaar soo khamoshi ho
nazrain un ke mutlashi hon
dheeray se koi aa k keh dai
haan diakh mai tere daasi hon
rooh k taptay sehra mai
mai pyar hi ke pyasi hon....
andiakhay sai rastay pa
dil wase hi chal parta hai
jab sapnoo mai wo ati hai
waqt yun siraknay lagta hai
phir aisay hai k jatay samay
maan mera machalnay lagta hai
aai kash k rut yeh tham jaye
mujhe yuk dam aisa lagta hai
mera andar b sisknay lagta hai.....
magar phir b mujhe koi gham hai nahi is ka
mai janta hon k yeh sapna hai jis ka
wo bus tum ho.....
hamesha khwab jo daikhay unhain mai bus tumhi tum ho.......
yeh sab
khuwaab adhorey sahii
khuwaaabb saharey to hain
khuwaab jhootey sahiiii
khuwaab tumhareyy to hain
bus tumharay hi hain......
__________________ I hv tried to move on but with every one I feel more & more like I'll never be able to replace u. And the sad thing is... I know I hv already been replaced |