Quote:
....mohabbat isi ki tarhaan nazuk hai...pakeeza hai
haan mohabbat hasool-e-yaar to nahi
|
Bohat hee umdah ..! Kya sach hee kaha hai diya
1.gif)
Mohabbat waqaye main Pakeeza jazba hai gar sacha ho toh ..! par maloom parta hai aaj kal sachey jazbon ki bhi qadr nahi aaj key zamaney main sacha pyar bhi jhoota lagta hai
1.gif)
aur waja yehi key shayad koi mujh jasa kahin kisi ki mohabbat key saath khel gya ho ..! yaan phir koi mujh jasa kisi ko mohabbat kai adhey rastey main chor gya ho ..! yaan phir koi mujh jasa mohabbat kerney ki himat na rakhta ho ..! yaan phir koi mujh jasa mohabbat ker key bhi usey khoney key liye chor gya ho ..! janey kya hai kyun hai bas jo bhi hai ajab hai yeh mohabbat Jaan lewa hai ..! sach main ..!
Bohat umda likha bohat ala likha @};-
haan mohabbat hasool-e-yaar to nahi .... !
1.gif)