View Single Post
  #76  
Old 10-22-2004, 06:11 AM
Kanwal's Avatar
Kanwal Kanwal is offline
Meri zat Zara Bey Nisha'n
 
Join Date: Jul 2003
Location: KhaaK NasheeN
Posts: 4,082

Country:

Tutorials: 0

Thanks: 0
Thanked 1 Time in 1 Post
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 1140
Kanwal has a reputation beyond reputeKanwal has a reputation beyond reputeKanwal has a reputation beyond reputeKanwal has a reputation beyond reputeKanwal has a reputation beyond reputeKanwal has a reputation beyond reputeKanwal has a reputation beyond reputeKanwal has a reputation beyond reputeKanwal has a reputation beyond reputeKanwal has a reputation beyond reputeKanwal has a reputation beyond repute
Default Re: ~* Aao Ik Khel Kheltey Hain *~

Quote:
Originally Posted by WorThless.
Suno ..! Aao ik khel kheltey hein .. khel mohabbat ka jis main tum mujhey chaho aur main tumhein chahon ..! Aur kuch nahi bas khel ho ga ..! Tum ghabrana nahi ..! Tum Darna nahi ..! K is khel main bhi main tumharey saath rahon ga ..! Zayada nahi toh kuch Daer toh sahi ..! Par Khel ho ga ..! Tum Ghabrana nahi ..! Main pyar sai tumharey pass aoon ga .! Tum sai izhar-e-mohabbat keron ga ..! Ik phool doon ga tum ko kaan main kuch keh jaon ga ..! Phir intazar keron ga tumhara main ..! Tum kya socho gi kya kaho gi ..! Baey chaen rahon ga sochta rahon ga main ..! Tum thora sa itra jana ..! Thori si shararat thora sa bahana ban'ana ..! Merey izhar ko b'aeyshak seeney sai lagana ..! Par thora sa itra jana ..! @};- Tum na kehna kuch daer talak key tum bhi chahti ho mujhey ..! Kuch daer talak tum mujh ko thora sa tarpana ..! Phir main jab uth ker janey lagoon ..! Toh roak lena mujh ko ..! Haath thamna mera ..! Tum bhi keh dena ..! Keh dena key tum ko mujh sai mohabbat hai ..! Main sunon ga .. ! Itemenan sai barey Maan sai .! Par toofan ho ga ik uchalta hua mann main tumhain bahon main bharney ka ..! Pass apney bithaney ka ..! Phir yun ho ga key ham tum dono kisi Darakht k'ey Taney sa'ey Taek lagaye ..! Khawahison key kuch Diye jalaye ..! Aik dojey ko Tak'atey jain gai....! Kuch keh na paein gai ..! Yehi kerna hai bas is khel main ..! Tum ghabrana nahi ..! Tum darna nahi ..! Key yeh faqat ik khel ho ga ..! Khel ho ga aur bas ..! K kismat ki lakeeron sai shayad tujhey main pa nahi sakta ......! toh yeh Khel hee sahi ..! Zayda nahi toh kuch daer hee sahi ..! @};-

khail hi to hey sara ...kabhi ham kheltey hain ..kabhi qismat khail jati hey @};- @};-
bohat khoobsurat likha hey @};- khush rahiye @};-
__________________

Kuch Aansoo Kuch KhushiyaaN Dey Kar Taal Gaya
Jeevan Ka Ik Aur Sunehra Saal Gaya ...!!


Meri Zaat Zarra E Bey NishaaN
Mera Ishq Naghma E Bey Nawa
Reply With Quote