Thread
:
*~* Pakistan Hamari Jaan! *~*
View Single Post
#
49
08-13-2003, 02:12 PM
sLeEpLeSs
Guest
Posts: n/a
Tutorials:
permalink
QUOTE
(Adeel @ Aug 13 2003, 03:02 PM)
QUOTE
(Umeed Ki Kiran @ Aug 13 2003, 07:05 AM)
Assalam-o-Alaikum...sathio @};-
aap sab loagoN ko Jashn e aazadi bohat bohat mubarak /flower ...Sawan /hugs ...bohat hi acha topic laga mujhay ...
main nay aaj tak kabhi apnay watan k liay kuch nahi likha ...lakin yeh post dekh ker bay ikhteyaar ji chaaha k is
watan e aziz k liay jis nay humain sab kuch diya...or jis k dum say hum sab hain kuch likhooN
....aik Nazm likhi
hai...Umeed hai pasand aai gy
Aay Nigaar e Watan!!
Aay Nigaar e watan tujh say kehna hai aaj
tujh peh aanay na dooN gy main ab koi aaNch
chaahay dushman mera ho zamana tamaam
tujh peh warooN gy jaaN...tujh peh warooN gy tun
Aay Nigaar e Watan!!
Tairay khaitoN mein sabza o laali rahay
tairy basti sada dukh say khali rahay
daikhooN phooloN peh tairy khushi ki chamak
jhoomaiN masty say gaatay yeh koh o daman
Aay Nigaar e Watan!!
jab bhi dushman tera yeh zamana hua
tairy rah mein her ek perwana hua
JaaN hathaily peh rekh dy ho in ko salam
yeh jawan e watan...Nojawaan e watan
Aay Nigaar e Watan!!
yeh jo phooloN ka gulshan aabaad hai
is k dam say hi dil maira yeh shaad hai
rekh salaamat isay...taaqayamat isay
yeh hai maira sajan...yeh hai maira chaman
Aay Nigaar e Watan!!
[/b][/quote]
Kiran , Wallah-e Bohat hi zabaradast /weldone, excellent
lagda ae mainu v kuch likhna hi pey ga /sad [/b][/quote]
Yaar teri meherbaani ...
Hor kisi cheez tay likh laween ... par pakistan noo maaf kar day .. /narayna
sLeEpLeSs