
08-13-2003, 09:01 AM
|
 | Guest | | | | |
| QUOTE (sLeEpLeSs @ Aug 11 2003, 05:20 PM) | Assalamoalaikum .....
Iss topic pay likhnay baithaa to sochaa kay kyu naa unn behen bhaiyon ko kuch dedicate karoon ... jo meri tarhaa apnay watan say door baithay hain ...
Ye aik koshish ki hay apni aur doorsray pardais main rehnay waalo ki kayfiyat biyaan karnay ki ... Umeed hay aap ko pasand aaye gee ....
Wassalaam ..... @};- [/b][/quote]
wa alaikum as salam Sleepless ji @};-
nihayat hi khoobsurty say aap nay Perdes mein rehnay waloN ki terjumany ki hai /flowers...balkeh main to yeh kahooN gy k Perdes mein rehnay walay des mein rehnay waloN say ziada josh or Mohabbat rekhtay haiN watan say...shayad doory ki wajah say... 1.gif)
Khush rahaiN @};- |
|