
08-12-2003, 03:07 AM
|
 | Guest | | | | |
| QUOTE (sLeEpLeSs @ Aug 11 2003, 05:20 PM) | Assalamoalaikum .....
Iss topic pay likhnay baithaa to sochaa kay kyu naa unn behen bhaiyon ko kuch dedicate karoon ... jo meri tarhaa apnay watan say door baithay hain ...
Ye aik koshish ki hay apni aur doorsray pardais main rehnay waalo ki kayfiyat biyaan karnay ki ... Umeed hay aap ko pasand aaye gee ....
Wassalaam ..... @};- [/b][/quote]
Walaikum Assalam!
bohat hi acha idea socha hai..... aur nazam bhi bohaaaaaaat piyari likhi hai.. aur ending /sad /sad
Bohaaat Bohaaat acha laga parh kay /flowers /flower /weldone |
|